Wednesday, 23 March 2016


 BLOG (WEBSITE) KO PROFESSIONAL BANANE KE LIYE KYA  KARE.............

Hello Friends kaise ho.i hope apne Blog(website) bana liya hoga..aur Ab design Bhi kar Liye hoge.Ab professional banana Hai blog(websit) ko.Toh Ap jan lijye  kaise karte hai. blog(website) ko professional.
 Ap ko is JAnkari main KOi problem ho to Commnts kare.

    link = Blog(website) kaise Banaye...
    link = Blog(website) ko Design kaise kare//
                photo

  Ab apko Blog(website) ko professional Banane Ke liye...  * DOMAIN  Jarurat Padti hai.


  ab apko Domain ko kharidna hoga

     # Domain Kharidna Hai
  Domain koi Bhi Site Se Kharid Sakte Ho.
 main Apko Suggest karunga Godady Se Kharide.
Rs 99  me Domain le Sakte hai.Abhi bahut Sasta hai .
  link =      Domain kaise Kharide janiye


          # Popular Domain Chune.
    popular Domain se Mera Matlab pure Duniya main 80% Log Domain (.COM) ko hi chunte hai.Toh main suggest karunga ke Domain Aasan Aur .com ko hi  Chune....Aur  jo simple ho Apne blog(website) ki Topics  par Achcha Domain Chune.jaise mera Domain hai.
  JankariHindiMe.Com Hai. Main Apne Site Ka Domain Aisa islye Rakha kyun ke main is Website par HINDI MAIN JANKARi Deta hun.


           # Domain KO Add Kare

        Ab Ap domain  kharid liye hoge to Ap Ready hai Domain ko BLOG(Website) add karne Ke liye..
   Aur  Domain ko add karne Se Blog(website) professional lagne lagta hai. jaise apka Blog Naam hai  ( HELP YOUR HINDI.BLOGSPOT.COM/ IN). is main Ek Common Baat Hai. kya common hai.
Wo hai blogspot jo Kabhi nahi Lag Sakta hai Ek Professional website.  agar Ap Domain add karte hai toh ek Professional website Lagta hai..jaise (helpyourHindi.com)  ye kaisa lag Raha hai. Ek website jaisa jo koi Bhi Kah Sakta hai.ye Ek website hai.

 link = Domain ko BLog (website) main Kaise Add kare


       # Domain Kharidne Ke Liye Kya ChaHiye.

   Domain ko Kharidne ke liye apke pass Payment karne ki Suvidha honi Chahiye...

  Payment Ap ( Debit card se Kar Sakte Ho) jise Hum log ATM kahte Hai.ATM har Bank main hota hai.
     ya Fir AP  (Net banking se Bhi Payment kar Sakte hai.) Aur Ap Domain Ko kharid Sakte ho. RS.99 main Domain kaise Kharide janiye  hindime.

 PAYMENT OF OTHERS OPTIONS:
 1. PayTM
 2. Mobikuik

   Ap is se BHI payment kar SAKTE hai.ye Tarika Aasan hoga ap Sab ke liye......

Load disqus comments

0 comments