Privacy Policy Blog (website) ke liye
Kyun Banaye.
Hello' dosto Ap kaise ho.aj main Ap ko Batane wala hun ke Privacy policy kyun Banaye aur Kaise Banaye.
privacy policy page jaid tar Wo log Banate Hai .Jinke Blog(Website) par Comments karne ki Suvhida hoti hai.Aur PRIVACY policy page Bahut jaruri Hota hai Adsense ke Liye..Agar Ap Chahte hai ke blog(website) se paise kamaye toh Ye BAHUT important hota ADSENSE Ke liye.privacy policy ke bina Adsense ko approved nahi kar Sakte.PRIVACY policy ka Faida main apko Aage Batunga.
Privacy policy kyun Jaruri hai
Hamare Blog(website) ke liye privacy policy page islye Jaruri hai ke Koi Bhi Visitors humare Website par Aane Wale Savdhan ho jate hai.Kyun ke Privacy policy Ka rule hota hai...ulte fulte gande. Words ka upyog Na kare. Aur koi visitor Aisa karta hai to use Roka ja Sakta Hai.aur Ek baat Pahle hi bol tha privacy policy Adsense ke liye bahut jaruri Hai.adsense ke liye About us page contact us page bhi bahut jaruri Hota hai.PRIVACY Policy Page Ka Faida
privacy policy ka faida is se Hamare blog(website) ka look achcha lagne Lagta hai.privacy policy page Rahne se Hamare visitor ko Gande comments karne Se Roka Ja Sakta hai.aur Ulte fulte sabd ka paryog karne Roka Ja Sakta hai.Agar KOI visitor Aisa karta hai Toh BLOCK kiya Ja Sakta hai.Aur uske Gmail id ko bhi BLOCK kiya Ja Sakta hai.ye faida hota hota Hai Privacy policy ka..agar KOI sawal Ho puch Sakte hai.
important! privacy policy page bahut jaruri hai.adsense ke liye ...ye pahle bhi bol chuka hun.isko banana jaida muskil ka kaam nhi hai.bahut hi Aasan hai.
PRIVACY POLICY KAISE BANAYE
To Follow the STEP..........